Tuesday, 18 August 2015

Love Shayari – Mere Dil Mein

Duniya ko haqiqat meri pata kuch bhi nahi..
Ilzaam hazaron hain aur khata kuch bhi nahi..
Mere dil mein kya hai yeh padh na sakoge..
Sare panne bhare hain aur likha kuch bhi nahi..
0

Romantic Shayari – Kisise karo Pyar itna











Kisi ek se karo pyaar itna,
Ke kisi aur se pyaar karne ki gunjaish na rahe,
Woh muskrade aap ko dekh kar ek bar,
Toh zinadgi se phir koi khwahish na rahe.
0

Love Bewafa Shayari – Mujhe Bewafa samajhne lage











Wo Kisi Ki Dil Lagi Ko Saza Samjhne Lage,
Do Pal Ruth Ke Guzare, To Jafa Samjhne Lage,
Wo Kya Jaane Ke Hum Kitna Roye Unke Bagair,
Wo to bas yuhi Mujhe Bewafa Samjhne Lage.
0

Dosti Shayari – Dosti Par Bharosa


Apki Dosti Pe Naaz Hai Humein
Kal Tha Jitna Bharosa Utna Aj Hai Humein!
Dost Woh Nahi Jo Khushi Mein Sath De
Dost Wahi Jo Har Pal Apnepan Ka Ehsas De!!
0

Love Shayari – Yaar Kabhi Khuda Nahi Hote















Yaar kabhi pyar se khafa nahi hote,
Mile dil kabhi juda nahi hote,
Bhula dena uski kamiyon ko kyunki,
Yaar kabhi khuda nahi hote.
0

Dil Ka Dard Shayari by Broken Heart Lover

Dil ke dard ko dil torne wale kya janey,
Pyar ki rasmo ko yeh zamane wale kya jane
Hoti hain kitni taklif kabar ke niche,
Yeh upar se phool charane wale kya jane..!!
0

Whatsapp Life Quotes in Hindi Language

विपरीत परिस्थितियों में कुछ लोग टूट जाते हैं,
तो कुछ लोग रिकॉर्ड तोड़ देते हैं…..!!!!!!
0